Thursday 25 February 2016

In page tutorials

In the beginining, Ye Software Urdu language me koi page create karny k liye use kiya jata tha, kyun k is me sirf  Urdu k font add kiye gae thy, but ab ye Urdu, Pushto, Arabic or Persion or isi tarha ki other language write karny k liye use kiya jata hai, kyun k ab bohut se fonts add kar diye gae han. Inpage home or professional donon purpose k liye use kiya jata hai, Jis ki waja ye hai k sirf urdu k hi almost 2000 fonts add kiye ja chuky han, Is k ilawa ye Microsoft k all Operating Systems k sath compatible hai.


No comments:

Post a Comment